Showing posts with label Shahzada. Show all posts
Showing posts with label Shahzada. Show all posts

Thursday, 20 February 2014

Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin...

Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin,
Khaak Ho Jaayein Ge Hum Tum Ko Khabar Honay Tak.!

Mujh pe pathar uchaalnay walay

Mujh pe pathar uchaalnay walay,
Aik baaqi ha tere seenay main.!

Qudrat Kay Haseen Manzar Main

Qudrat Kay Is Haseen Manzar Main,
Mere Yaar Ka Bhi Shumaar Hota Ha.!


Sunday, 9 February 2014

Kon Kehta Ha Kay Khuda Nazar Nahi Aata...

Kon Kehta Ha Kay Khuda Nazar Nahi Aata,
Aik Wohi To Nazar Aata Ha Jab Koi Nazar Nahi Aata.!

Tuesday, 4 February 2014

Sara Karishma Mohabbat Ka Ha

Sara Karishma Mohabbat Ka Ha Warna,
Pathar Ki Diwaaron Ko Kon Taaj Mahal Kehta Ha.!

Friday, 31 January 2014

Tum Aaao gay to phoolon ki barsat karen gay...

Tum Aaao gay to phoolon ki barsat karen gay,
Mousam k farishto'n say meri baaat hui hai..! 

Majbooriyuin Kay Naam Pe

Majbooriyuin Kay Naam Pe Lut-ti Hain Hr Gharri,
Hawaa Ki Betiyoun Kay Muqaddar bhi Ajeeb Hain.!

Monday, 20 January 2014

Tera Kia Ho Ga!


Tujh Se Mohabbat Teri Aukaat Se Ziyada Ki Thi,
Ab Baat Nafrat Ki Ha Soch Tera Kia Ho Ga..!

Aaj Kisi Ne Dil Torra To


Aaj Kisi Ne Dil Torra To Hum Ko Jesay Dhiyaan Aaya
Jiss Ka Dil Hum Ne torra Tha, Woh Jaanay Kesa Ho Ga..!

Humain To Piyaar Kay


Humain To Piyaar Kay Do Pal Bhi Naseeb Na Huay,
Aur BadNaam Aisay Huay Jesay Ishq K Badshah Hm Hi Thay.!