The biggest poetry and wishes website of the world millions of poems, greetings, shayari and worldwide holiday cards and pictures.
Wednesday, 13 September 2017
Tuesday, 12 September 2017
Dil Ki Dehleez Par Rakh kar Teri Yaadon k Charagh
2 line urdu poetry romantic 2 line poetry love 2 line sad shayari in urdu 2 lines urdu poetry ahmed faraz Heart Touch Collection By 2 Lines Shayari sad poetry in urdu 2 lines for facebook two line poetry in english best two line shayari 2 line urdu shayri by faraz
Dil Ki Dehleez Par Rakh kar Teri Yaadon k Charagh
Hum Ne Duniya Ko Mohabbat K Ujalay Bakshe
Monday, 11 September 2017
Bewafa Sad Pics With 2 Lines Urdu Poetry
Bewafa Urdu 2 Lines poetry and sad Urdu Shayari pics are Updated on PickPoetry. Bewafa Urdu Shayari is the best category from of Sad Poetry. I would like to do an awesome design this collection for sad peoples who have to feel alone due to a bad behavior of their lovers or after a breakup. In this post, I am going to share Bewafa Poetry pictures and Bewafa Shayari in Urdu for boyfriend
. See the following images and pick one to send him/her.
I'm sure you will love this collection. If you like this post then please share with your Facebook friends. Thanks
. See the following images and pick one to send him/her.
I'm sure you will love this collection. If you like this post then please share with your Facebook friends. Thanks
Kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
hindi poetry on life hindi love poetry hindi poems for class 8 short hindi poems famous hindi poems for recitation hindi poems for class 7 hindi poems for class 5 hindi poems for class 6
Kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
Kahaan ho tum ke yeh dil bekarar aaj bhi hai
Woh wadiyan woh fazayein
Ke hum mile the jahaan
Meri wafa ka wahin par
Mazaar aaj bhi hai
Na jaane dekh ke kyon unko yeh hua ehsaas
K mere dil pe unhein ikhtiyar aaj bhi hai
Woh pyaar jiske liye humne chhor di duniya
Wafa ki raah mein ghayal woh pyaar aaj bhi hai
Yakin nahin hai magar aaj bhi yeh lagta hai
Meri talaash mein shayad bahaar aaj bhi hai
Na poochh kitne mohabbat ke zakhm khaaye hain
K jinko soch ke dil saugawar aaj bhi hai
Zindagi kya koi nisar kare
Kis se duniya mein koi pyaar kare
Apna saaya bhi apna dushman hai
Kon ab kiska aitbaar kare
Mujhe Wo Kho K Kehta Hai
poetry by parveen shakir poetry background music poetry by anwar masood poetry by wasi shah
poetry button poetry books poetry by peer naseer poetry bulleh shah tina b poetry superb poetry
b young poetry poetry competition poetry competition poetry competition in shan e ramzan
poetry collection poetry cartoon poetry competition in school poetry comedy 110 poetry children
poetry compilation poetry december poetry drama poetry dosti Sms Funny
Mujhe Wo Kho K Kehta Hai
Mujhe Tum Yaad Aate Ho
jazba e ishq hai be jaan nahi ho sakta
sad ghazals heart touching sad poetry urdu sad ghazal sms urdu ghazals poetry in urdu love sad poetry in urdu 2 lines sad poetry in urdu about love sad ghazal mp3 free download
jazba e ishq hai be jaan nahi ho sakta
ab main har baat pe heraan nahi ho sakta
youn muje chorr k har roz chalay jatay ho
jese mera koi nuqsan nahi ho sakta
aik muddat se koi khwaab nahi aya hai
aankh jitna koi veeran nahi ho sakta
hai tere zikr se dunia meri ujli ujli
ab main raahon se pareshan nahi ho sakta
aik hi shakhs rag e jaan main samaya hua hai
har koi shakhs meri jaan nahi ho sakta
meri yaadon main wo taa dair tarapne wala
mere zakhmon se to anjaan nahi ho sakta
Sunday, 10 September 2017
Jhalki nahi aik muddat se jalti hoyi aankhein
khoobsurat aankhen shayari aankhen shayari 2 line romantic shayari on eyes in hindi nashili aankhen shayari in hindi teri aankhen shayari aankhen tareef shayari teri aankhein romantic shayari aankhen status sher o shayari urdu love sher o shayari in urdu sad 2 lines aaj ka funny sawal urdu shero shayari in urdu romantic shero shayari in urdu love facebook shero shayari urdu sad dosti sher o shayari in urdu funny shero shayari in urdu dosti
Jhalki nahi aik muddat se jalti hoyi aankhein
Kuch deir Rolao Mujhe kuch deir Satao
Kash Koi To Ikhtyar Mere Pas Hota
sher o shayari urdu love sher o shayari in urdu sad 2 lines aaj ka funny sawal urdu shero shayari in urdu romantic shero shayari in urdu love facebook shero shayari urdu sad dosti sher o shayari in urdu funny shero shayari in urdu dosti
Kash Koi To Ikhtyar Mere Pas Hota
Usay Paney Ka Ya Chupkey Se Mar Jane Ka
Saturday, 9 September 2017
Ghair to kia apny bhi
Gair To Kiya Apny Liye Bhi Bekaar Howe Hum Ek Khaar K Liye Bhi Boht Khawaar Howe Ham,
Jab Waeran Sabza Zaar Main Ek Phool Aa gaya To kehne Lage Sabhi Raqeeb Khazan Dar Howe Ham,
Yeh Shekwe Shekayten Nahi Ahwaal Hai Mera Ab Anjaan Hain Jin K Liye Dildaar Howe Ham,
Afsos k is Ne Wafa Ka Paas Na Rakha Jis K Liye Khud Se Bhi Gaddaar Howe Ham.
Friday, 8 September 2017
Lazzat e Qurb Rahi Shokh e Wisaal Rahi
Lazzat e Qurb Rahi Shokh e Wisaal Rahi
Tumhare Sath Jo Guzri ghari Kamaal Rahi
Raha Na Hosh e khudi Na Giraft Lafzon Par
Khamoshi Guftugu Main Mehv e Wajad o Haal Rahi
Tumhari Chah Mai Diwaan Bhi Agar Likh Don
Samajhna Baat Phir Bhi Maine Khaal Khaal Kahi
Nahi hargiz Mujhe gawara Tera Sar Kham Ho Kabhi
Pas e junoon Har Ek Dushmano Ki Chaal Rahi
Tumhara Hukam Ho Or radd Karon Mai Na Mumkin
Kabhi Bhi Aisi Nahi Hai Meri Majaal Rahi
Tukron Mai bikhra Howa Kisi Ka jigar Dikhayenge
Tukron Mai bikhra Howa Kisi Ka jigar Dikhayenge
Kabhi Ana Hamari Basti Tumhe Apna Ghar Dikhayenge
Hont Kaanp Jate Hain Thartharati Hai Zuban
Tote Dil Se Nikli Hui Duaon Ka Asar Dikhayenge
Aik Pohanch paata Nahi Ek Aur Chalak Paata Hai
Palkon Se Daman Tak Ashkon Ka Safar Dikhayenge
Kahin Tasveer hai teri Kahin Likha Hai tera Naam
Mandar masjid Jitna Pak Ek Dewar o dar Dikhayenge
Aksar takti Rehti Hai Sunsaan Raaahon Ko
Darwaze Pe Bethi Hui Burhi Hochuki nazar Dikhayenge
Kabhi Ana Hamari Basti Tumhe Apna Ghar Dikhayenge
Thursday, 7 September 2017
Teri yaadon ko kaise block karoon
Teri yaadon ko kaise block karoon
Dil mein ye option nahin hota
2 line cute shayari 2 line Sad hindi love quotes best 2 line hindi status love 2 line miss u shayari for Love 2 line mohabbat shayari love 2 line status on Dil two line thought in hindi 2 line status hindi sad 2 liners on love Short lines on teacher sad status in hindi 2 lines New Hindi Font 2 Lines Zindagi Sms Short Hinglish Status on desh bhakti Short Sms Quotes Messages in Hindi Mini Shayari Short Sweet Sententious Shayari Two Line Sad Love Status in Hindi Awesome and True Heart Touching two line shayari best two lines shayari love msg Shayari in Hindi
hum hi ho jayen tere sheher
hum hi ho jayen tere sheher dar badar kiyun kar
jab dilasa hi nahi hai to koi dar kiu kar
aor kya sheher main tanha koi rehta hi nahi
zain aati hai udaasi yeh mere ghar kiu kar
tere shehar k log poetry tere shahar mein shayari mera shehar shayari tera shehr poetry sahar shayari sehar shayari shohar biwi shayari two lines poetry of mohsin naqvi
Tuesday, 5 September 2017
Ae jazba e dil gar main chaahon
Ae jazba e dil gar main chaahoon har cheez muqabil aa jaaye.
Manzil ke liye do gaam chaloon aur saamne manzil aa jaaye
Kashti ko Khuda per chhoR bhi de kashti ka Khuda Khuda hafiz hai
Mushkil to nahien in maujoon mein behta huva saahil aa jaaye
Ae dil ki lagi chal yuon hi sahi chalata to hoon unki mahfil mein
Us vaqt mujhe chaunka dena, jab rang pe mahfil aa jaaye.
Ae rahbar e kamil chalane ko tayar to hoon par yaad rahe
Us vaqt mujhe bhaTka dena, jab saamne manzil aa jaaye
Haan yaad mujhe tum kar lena aavaz mujhe tum de lena
Is rah e muhabbat mein koi darpaish jo mushkil aa jaaye
Ab kyun DhounDhoon vo chashm e karam hone de sitam bala e sitam
Main chaahta hoon ai jazba e Gham mushkil pas e mushkil aa jaaye
Is jazba e dil ke bare mein ek mashvara tum se leta hoon
Us vaqt mujhe kya lazim hai jab tujh pe mera dil aa jaaye
Ae barq e tajalli kya tu ne mujhko bhi Moosa samjha hai
Main toor nahien jo jal jahoon jo chaahe muqabil aa jaaye
defence day songs list ghq rawalpindi defence day ceremony 6th sep 2016 full 6 september defence day 6 september 1965 war in urdu 6 september 1965 history in urduinforma tion about 6 september defence day 6 september speech in urdu 6 september speech in english information about 6 september in urdu speech on defence day in english for students 6 september songs
Aye Nigar e Watan Tu Salamat Rahay
Aye Nigar e Watan Tu Salamat Rahay
Maang Teri Sitaaron se Bhar dain gay Hum
Ho saki Tere Rukh pe Na Qurban agar
Aur kis Kaam Aye gi Yeh Zindagi
Apne Khoon se barhatay rahain gay sada
Tere Gul Rang chehray ki Tabindagi
Jab bhi Teri Nazar ka Ishaara mila
Tuhfa e Nafs e Jan pesh kar dain gay ge Hum
Tu Salamat Rahay Tu Salamat Rahay
Aye Nigar e Watan
Sabz Parcham Tera Chand Taray Tere
Teri Bazm e Nigari ke Unwan hain
Teri Galiyan Tere Shehar Tere Chaman
Tere Honton ki Junbish pe Qurban hain
Jab Tujhe Roshni ki Zaroorat Pari
Apni Mehfil ke Shams o Qamar dain gay Hum
Tu Salamat Rahay Tu Salamat Rahay
Aye Nigar e Watan
pakistani milli naghma in urdu written lyrics of national songs milli naghmay of pakistan in urdu pakistani national songs in urdu writing pakistani national songs lyrics in english pakistani milli naghma mp3 free download pakistani national songs list mp3 free download pakistani mili naghma army
Mohabbat Ab Nahi Hogi
Mohabbat Ab Nahi Hogi
Ye Kuch Din Baad Mein Ho Gi
Sitaray Jo Chamaktay Hain
Kisi Ki Chashm E Hairaan Mein
Mulaqaatain Jo Hoti Hain
Jamaal E Abr O Baaraan Mein
Ye Be abaad Lamhon Mein
Dil E Na shaad Mein Ho Gi
Ye Kuch Din Baad Mein Ho Gi
Guzar Jayen Gay Jab Ye Din
To In Ki Yaad Mein Ho Gi
izhar e mohabbat poetry in urdu mohabbat bhari shayari urdu mohabbat sad shayari urdu shayari mohabbat facebook mohabbat poetry 2 lines mohabbat poetry images mohabbat poetry facebook mohabbat sher urdu urdu sad shayari two lines sad poetry in urdu 2 lines with images sad urdu shayari on life urdu sad ghazals 2 line sad shayari in urdu sad ghazals heart touching ghazal shayari sad two line poetry in english
Aey pak watan jab bhi tu ne pukara
Aey Paak Watan
Aey pak watan jab bhi tu ne pukara
hum barh kar badal daingay burray waqt ka dhara
niklain gay kafan baandh k sar pe teray betay
goonjay ga arsh pe teray naam ka naara
hum teri mohabbat ki qasam khaye huwaye hain
Aey pak watan tu humain jaan se piyara hai
yeh shehar, yeh karriye, yeh gulistan, yeh bahaarain
jannat se fuzoon tar teray sehraa ka nizara
bin teray apna koi thikana bhi nahi hai
bin teray kahan dhoondnay jayengay sahara
hai meray liye TAKHAT E SULEMAAN teri mitti
hai mujh ko teri khaak ka bhi sitara
I LOVE PAK ARMY DEDICATED TO ALL Soldiers Pak Army And Intellegent Poems in urdu for defence day urdu poetry related to pakistan army brave soildier pak army poetry images pak army poetry picture poems for pak army shaheeds pak army poetry facebook poetry on pakistan army in english pak army sms in urdu pakistan army poetry wallpapers best lines for pak army
Ahmed Faraz Best and New Urdu Sad Poetry
Ahmed Faraz poetry is the best and sad poetry from of Urdu Shayari. Here is a new collection of Ahmed Faraz with some sad Urdu Shayari pic that can help to express your feelings and sad emotions. As you know love is a great one if you do that truly and perfect. Get all of these images and pics of Ahmad Faraz sad Urdu poetry for free and share with your beloved from here.
Hopefully, you will be like this post. Please share this collection on your Facebook profile also tell me on the comment box below what you want to change some things you need in this post. Thank you
Hopefully, you will be like this post. Please share this collection on your Facebook profile also tell me on the comment box below what you want to change some things you need in this post. Thank you
Ahmed Faraz Urdu Shayari Pics
Are you looking for Ahmed Faraz Urdu Shayari pics to share with your friends on Facebook Twitter? or send an image to your friends on WhatsApp? If yes then you will be the right post. Here is the best place to get free images and pics by Ahmed Faraz poetry and Shayari. Feel free and get some awesome images.
Hope you love this post and its collection. Comment below if you want to give me any good suggestions or ideas. Thanks
Hope you love this post and its collection. Comment below if you want to give me any good suggestions or ideas. Thanks
Subscribe to:
Posts (Atom)